Poetry Collection

Shiva Gupta

Content Writer
"Dil k Manzar"
Aaj ek baar fir wo pal aaya h
Hamne fir us galati ko dhoraya h
Dil k saare jakhm ko fir s kisi n yaad dilaya h
Apni hi narzo m humne khud kuch aur hi aaj paya h
Dam fir s ghut raha h
Dil fir s tukdo m bhikhr raha h
Chahne ki ab aas nhi
Dil m kisi k jgh koi khaas nhi
Ro raha hu m aaj ya has
Kisi ko koi khaas frq nhi
Y ahsaas fir s kisi n dilaya h
Dursi k dilo m hmari sahi jgh ko dikhaya h
Jinko Dil m utra, aakho m bitaya,
Aaj unhone ek baar fir hmara Dil dukhaya hai,
Unme aisa Dil kho Gaya h
Ki apna hi saman kho bate
kya karen Jisse bhi dil joda
usi ko dil d Bina kuch soche smje d bate,
Umse dikkat hazar na ek hi sahi hoti
Muh pr kh dete
Kyu kaam kiye aise ki kalank bn gye
Jiski mishale Dene ki Sochi thi
Usme tumne Dil m kaale rang hi br diye
Mera nhi socho Kaya hoga
Bs itni hi chinta Karo ki tumhara girane ka sapna pura kbhi nhi hoga
Hm Chandrama nhi h jo ki kisi ki roshni s chmke
Hm un shurj m s h ki jinke aage hazaro taare bhi nhi chamkte dekhe
Pr yaad rkhna hm to kuch nhi kh rahe h
Pr upr Wale hr hisab ko rkh rahe h
Fir bhi dil s dua tumhare liye acchi hi karenge
Tode jjbaat tumhe bhi Dene ki bhi prathana karenge.
Partner With Shiva
View Services

More Projects by Shiva